Railway RRC NWR Apprentice Recruitment 2025 – Complete Information

North Western Railway (NWR) ne Apprentice Recruitment 2025 ka official notification release kar diya hai.
Ye opportunity un sab ITI qualified candidates ke liye hai jo Indian Railway me apprenticeship karke apna career start karna chahte hain.

Official PDF yahan se download kar sakte ho πŸ‘‰ Click Here


πŸ”Ή Short Overview

ΰ€΅ΰ€Ώΰ€΅ΰ€°ΰ€£ΰ€œΰ€Ύΰ€¨ΰ€•ΰ€Ύΰ€°ΰ₯€
OrganizationRailway Recruitment Cell (NWR), Jaipur Zone
Post NameApprentice (Various Trades)
Total VacancyUpdate soon
Application ModeOnline
Qualification10th Pass + ITI Trade
Job LocationJaipur Zone – North Western Railway
Official Websiterrcjaipur.in

πŸ“… Important Dates

EventDate
Notification IssueSeptember 2025
Online Apply StartOctober 2025 (expected)
Last Date to ApplyTo be announced
Merit ListLater on website

Tip – Last date tak wait mat karna, site slow ho jati hai aur error aa jata hai.


πŸ’° Application Fees

CategoryFee
General / OBC / EWSβ‚Ή 100 /-
SC / ST / PH / Femaleβ‚Ή 0 /- (No Fee)

Payment sirf online mode se karna hai – Debit Card, Credit Card, Net Banking ya UPI se.


πŸŽ“ Eligibility Criteria

Education : Candidate ne 10th class pass ki ho recognized board se aur relevant trade me ITI certificate (NCVT ya SCVT) hona chahiye.

Age Limit (1 Jan 2025 tak) –
Minimum 15 years , Maximum 24 years.
SC/ST ko 5 saal , OBC ko 3 saal aur PWD ko 10 saal tak relaxation milta hai.


🧾 Vacancy Details

Vacancies different divisions me hongi :

  • DRM Office Ajmer Division
  • DRM Office Jaipur Division
  • DRM Office Bikaner Division
  • DRM Office Jodhpur Division
  • BTC Carriage Ajmer / BTC Loco Ajmer
  • Carriage Workshop Bikaner & Jodhpur

Common trades : Fitter, Welder, Electrician, Mechanic, Painter, Carpenter, Turner, Machinist etc.


πŸ” Selection Process

Is recruitment me koi written exam nahi hai.
Selection purely merit basis pe hoga – 10th + ITI ke marks ka average nikal kar list banegi.
Marks equal hone pe age zyada wale ko preference milta hai.


πŸ§‘β€πŸ­ Training & Stipend

Selected candidates ko Railway workshop me 1 year tak training milti hai.
Training ke dauran monthly stipend β‚Ή 7000 – β‚Ή 9000 ke around milta hai as per Apprentices Act 1961.


πŸ–₯️ How to Apply Online

  1. Visit official site πŸ‘‰ rrcjaipur.in
  2. β€œApprentice Recruitment 2025” link par click karo.
  3. New registration karke login karo.
  4. Form fill karo – personal + education details sahi bharna.
  5. Photo & Signature upload karo (clear white background).
  6. Fee online pay karke form submit karo.
  7. Ek printout nikal lo future use ke liye.

πŸ“Ž Documents Required

  • 10th Marksheet and Certificate
  • ITI Certificate (NCVT/SCVT)
  • Caste Certificate (if applicable)
  • Photo & Signature scanned
  • Aadhaar Card / ID Proof

Sabhi documents clear aur readable hone chahiye, warna form reject ho sakta hai.


πŸ’‘ Important Points

  • Form sirf ek trade ke liye fill karein.
  • Incomplete form cancel ho sakta hai.
  • Selection ke baad medical fit certificate mang sakte hain.
  • Training ke baad direct job guarantee nahi hai, lekin certificate valuable hoga.

❓ FAQs

Q. Exam hoga kya? Nahi bhai, sirf merit list banegi.
Q. ITI bina apply kar sakte hain? Nahi, ITI zaruri hai.
Q. Job permanent milegi? Training ke baad nahi, future vacancy me preference milta hai.
Q. Application fees kya hai? General/OBC/EWS β‚Ή100 , baaki sab free.


πŸ”š Conclusion

Railway RRC NWR Apprentice Recruitment 2025 aapke career ke liye ek best start ho sakta hai.
Agar aap 10th + ITI qualified hain to bina soch samjhe apply kar dijiye.
Form bharte samay details check kar lo aur official PDF padh lo dhyaan se.

Indian Railway ke saath training ka experience aapke future ke liye bahut helpful rahega.

Leave a Comment